usse humne bohat dhondha na paaya
agar paaya, toh khoj apna na paaya
jis insane ko sage-duniya na paaya
farishta usska hum-paaya na paaya
muqadar hi pe gar sudo-jiyan[profit-loss] hai
toh humne yaan na kuch khoya na paaya
lehad[qabr] mein bhi tere mutzir ne aaram
No comments:
Post a Comment