"तोड़ दिया था दिल तुम्हारा, हमने तो नादानी में
जबकि तू तो पहले से ही सितम-खुर्दा-ए-अदबार था
होकर मजरुह ज़माने से
लौट आये सरनगूँ तेरे पहलु में
जनून-ए-रुसवाई से डरते थे तेरी
मुस्कुराहट देखी तेरी तो हैरत हुई मुझे"
nikala mujhko zannat se fareb-e-zindgi de kar.............. diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Showing posts with label a shayyara ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label a shayyara ki shayyiri. Show all posts
Wednesday, March 18, 2009
a shayyara ki shyyiri
"tod diya tha dil tumhara, humne toh naadani mein
jab ki tu toh pehle se hi sitam-khurda-e-adbaar[duniya se dukhi] tha
ho kar majrauh zamane se ...
laut aaye sarnagoon[sar jhukaye]tere pehlu mein
junoon-e-ruswai se darte thay teri
muskurahat dekhi teri toh hairat hui mujhe"

Monday, November 24, 2008
Subscribe to:
Posts (Atom)