jab bhi aati hai teri yaad kabhi shaam ke baad
aur badh jaati hai afsurdadili shaam ke baad
ab iraadon pe bharosa hai na tauba pe yaqiin
mujhko le jaaye kahan tashnalabi shaam ke baad
yun toh har lamha teri yaad ka bojhal guzara
dil ko mehsuus hui teri kami shaam ke baad
yun toh kuch shaam se pehle bhi udasi thi 'adeeb'
ab toh kuch aur badhi dil ki lagi shaam ke baad
nikala mujhko zannat se fareb-e-zindgi de kar.............. diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Showing posts with label adeeb ki shayyiri. Show all posts

Thursday, June 18, 2009
Wednesday, March 18, 2009
adeeb ki shayyiri
faansle aise bhi honge ye kabhi socha na tha
saamne baitha tha mere aur vo mera na tha
vo ki khushbu ki tarah faila tha mere chaar-su
main usse mehsoos kar sakta tha, choo sakta na tha
raat bhar pichli hi aahat, kaan mein aati rahi
jhaank kar dekha gali mein, koi bhi aaya na tha
yaad karke aur bhi takleef hoti thi "adeeb"
bhool jaane ke shiva ab koi chara na tha

Monday, November 24, 2008
adeeb ki shayyiri
फांसले ऐसे भी होंगे ये कभी सोचा न था
सामने बैठा था मेरे और वो मेरा न था
वो की खुशबु की तरह फैला था मेरे चार-सु
मैं उससे महसूस कर सकता था, छू सकता न था
रात भर पिछली ही आहट, कान में आती रही
झाँक कर देखा गली में, कोई भी आया न था
याद करके और भी तकलीफ होती थी "अदीब"
भूल जाने के सिवा अब कोई चारा न था
*

Subscribe to:
Posts (Atom)