Showing posts with label asmat ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label asmat ki shayyiri. Show all posts

Sunday, June 21, 2009

asmat ki shayyiri

hai ikhtiyaar mein tere tu maujza kar de
woh shaks mera nahi hai usse mera kar de
yeh rahguzar kahin khatm hi nahi hoti
zara si duur toh rasta hara bhara kar de
main usske shor ko dekhu woh mera sabar dekhe
mujhe chirag bana de usse hawa kar de
akeli sham bahut hi udas karti hai
kisi ko bejh koi mera hum_nawa kar de

Saturday, June 20, 2009

asmat ki shayyiri

aitemad tha apna keh zakhm zakhm hun ab
gunah apna hai ussko muaff kya karta
woh apne aap tha apni nigah mein muzrim
phir apne zurm se main inheraaf kya karta
bichadte lamhe badi der tak roya tha wo
woh iss se badh kar mera aitraf kya karta
yahan toh pal mein badal lete hain khuda bhi kai
woh saari umar mera tawaaf kya karta
woh khush tha phir na milenge kabhi ae 'asmat'
bas itni si baat pe main ikhtelaaf kya karta

Tuesday, March 17, 2009

asmat ki shayyiri

hai ikhtiyaar mein tere tu maujza kar de
voh shaks mera nahi hai usse mera kar de
yeh raah_guzar kahin khatam hi nahi hoti
zara si door toh rasta hara_bhara kar de
main usske shor ko dekhu woh mera sabar dekhe
mujhe chiragh bana de usse hawa kar de
akeli shaam bahut hi udaas karti hai
kissi ko bejh koi mera hum_nawa kar de

wel come