Showing posts with label josh maleehabaadi ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label josh maleehabaadi ki shayyiri. Show all posts

Friday, May 22, 2009

josh maleehabaadi ki shayyiri

ashvon[playfulness] ko chaiin hi nahin aafat kiye bagaiir
tum, aur maan jaao sharaarat kiye bagaiir
ahl-e-nazar ko yaar dikhana rah-e-vaffa
aye kaash ! zikr-e-dozakh-o-jannat ke bagaiir
ab dekh usdka haal ki aata na tha qaraar
khud tere dil ko, jis pe inayat kiye bagaiir
aye hamnashin muhaal hai naaseh ka talna
yah, aur yahan se jaayen nasiihat kiye bagaiir
tum kitne tund-khuu ho ki pahlu se aaj tak
ek baar bhi uthe na qayamat kiye bagaiir

josh maleehabadi

Tuesday, March 31, 2009

josh maleehabaadi ki shayyiri

नक़्श-ए-ख़याल दिल से मिटाया नहीं हनोज़
बेदर्द मैंने तुझको भुलाया नहीं हनोज़

वो सर जो तेरी राहगुज़र में था सज्दा-रेज़
मैं ने किसी क़दम पे झुकाया नहीं हनोज़

महराब-ए-जाँ में तूने जलाया था ख़ुद जिसे
सीने का वो चिराग़ बुझाया नहीं हनोज़

बेहोश हो के जल्द तुझे होश आ गया
मैं बदनसीब होश में आया नहीं हनोज़

मर कर भी आयेगी ये सदा क़ब्र-ए-"जोश" से
बेदर्द मैंने तुझको भुलाया नहीं हनोज़ ........

wel come