lahu-luhaan nazaron ka zikar aaya toh
sharif log uthe, duur ja ke baith gaye
nikala mujhko zannat se fareb-e-zindgi de kar.............. diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Showing posts with label dushyant kumar ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label dushyant kumar ki shayyiri. Show all posts
Sunday, June 28, 2009
Monday, June 15, 2009
dushyant kumar ki shayyiri
chandani chhat pe chal rahi hogi
ab akeli tehal rahi hogi
phir mera zikr aa gaya hoga
vo barf-si pighal rahi hogi
kal ka sapna bahut suhana tha
ye udasi na kal rahi hogi
sochta hun ki bandh kamare mein
ek shama-si jal rahi hogi
tere gehanon si khan_khanati thi
baajare ki fasal rahi hogi
jin hawaaon ne tujhko dularaya
unn mein meri gazal rahi hogi
ab akeli tehal rahi hogi
phir mera zikr aa gaya hoga
vo barf-si pighal rahi hogi
kal ka sapna bahut suhana tha
ye udasi na kal rahi hogi
sochta hun ki bandh kamare mein
ek shama-si jal rahi hogi
tere gehanon si khan_khanati thi
baajare ki fasal rahi hogi
jin hawaaon ne tujhko dularaya
unn mein meri gazal rahi hogi
Subscribe to:
Posts (Atom)