Showing posts with label shakeel ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label shakeel ki shayyiri. Show all posts

Saturday, June 6, 2009

shakeel ki shayyiri

na fanaa meri na baqa meri mujhe ae ! 'shakeel' na dhoondhiye
main kisi ka husn-e-khayal hun, mera kuch wajood-e-adam nahin

shakeel ki shayyiri

kaise keh doon ki mulakaat nahin hoti hai
roz milte hain, magar baat nahin hoti hai
aap lilaah na dekha karen aaiina kabhi
dil ka aa jana, badi baat nahin hoti hai
haal-e-dil poochne wale, teri duniya mein kabhi
din toh hota hai, magar raat nahin hoti hai
jab bhi milte hain toh, kehte hain ki kaise ho 'shakeel'
iss se aagay toh, koi baat nahin hoti hai

Sunday, January 4, 2009

shakeel ki shayyiri

कैसे कह दूँ कि मुलाकात नहीं होती है
रोज़ मिलते हैं मगर बात नहीं होती है
जब भी मिलते हैं तो कहते हैं कैसे हो "शकील"
इस से आगे तो कोई बात नहीं होती है

wel come