kya kiya jaaye yahi allah ko manzoor hai
dilli aakar bhi ye lagta hai ke dilli door hai
vo tajaali[bright lite] hai na muusa hai ne koh-e-toor hai
lamha-e-mojuud imkaanat[possiblity] se bharpoor hai
har misl[proverb] ko tajurbon ne mere jhuthlaya magar
tajurbe gumaan hain aur har masl mash'hoor hai
aaj kal bas shaayri karti hai roz-e-shab 'shuja'
shahr hi aisa hai bechara bada majboor hai
nikala mujhko zannat se fareb-e-zindgi de kar.............. diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Showing posts with label shujaa khaawar ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label shujaa khaawar ki shayyiri. Show all posts
Thursday, June 4, 2009
Monday, March 23, 2009
shujaa khaawar ki shayyiri
दूसरी बातों में हमको हो गया घाटा बोहत
फिक्र-ए-शऊर को दो वक़्त का आता बोहत
आरजू का शोर बपा[बरपा] हिज्र की रातों में था
वस्ल की शब तो हुआ जाता है सन्नाटा बोहत
दिल की बातें दूसरों से मत कहो, कट जाओगे
आजकल इजहार के धंधे में है घाटा बोहत
कायनात और ज़ात में कुछ चल रही है आजकल
जब से अन्दर शोर है बाहर है सन्नाटा बोहत
मौत की आज़ादियाँ भी ऎसी कुछ दिलकश न थीं
फिर भी हमने ज़िंदगी की क़ैद को काटा बोहत

dosri baaton mein humko ho gaya ghaata bohat
varna fikr-e-shaoor ko do waqt ka aata bohat
aarzu ka shor bapaa kizr ki raaton mein tha
wasl ki shab toh hua jaata hai sanaata bohat
dil kil baatein duusron se mat kahon, kat jaaoge
aajkal izhaar ke dhandhe mein hai ghaata bohat
kaynaat aur zaat mein kuch chal rahi hai aajkal
jab se andar shor hai baahar hai sanaata bohat
maut ki aazadiyan bhi aisi kuch dilkash na thin
phir bhi humne zindgi ki qaid ko kaata bohat

Subscribe to:
Posts (Atom)