Dil ko pta nahi ab ye k sans kise kehte hen
ye pyar nahi to jan phir pyar kise kehte hen
Roz rota he tanhai man,mil ke batata he mje
Pyar ho tum,ye izhar nahi ti izhar kise kehte hen
Mosamon man khizan ka door se bhi guzar nahi
Phol khilte hen,bahar nahi to bahar kise kehte hen
Tu chata he to aielan kar dun gan tere nam ka
Sab ke samne batana tashher nahi to ishtihar kise kehte hen
*
Meri aankhon ko talab tere siwa kisi ki nahi hoti
Masom Deedar ye nahi mehboob ka to deedar kise kehte hen
Har waqt guzarta mera bas teri yad man he
Marze ishq nahi to phir beemar kise kehte hen
Meri janib nazar bhar ke daikhne se bhi gaya
Inkare mohabbat nahi to phir inkar kise kehte hen
Maqfirat ke liae tere raste ke siwa rasta nahi dosra
Ro ro ke mangna talab nahi to talabgar kise kehte hen
nikala mujhko zannat se fareb-e-zindgi de kar.............. diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Showing posts with label abdulwahab ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label abdulwahab ki shayyiri. Show all posts
Thursday, November 18, 2010
Wednesday, July 8, 2009
abdulwahab ki shayyiri
dil ki baat har kisi ko sunaya nahi karte
ye raaz hai wo jis se parda hataya nahi karte
vo jahan bhi rahe bas khush rahe meri duaa
jo paa na sake toh kya dil ko dukhaya nahi karte
ye raaz hai wo jis se parda hataya nahi karte
vo jahan bhi rahe bas khush rahe meri duaa
jo paa na sake toh kya dil ko dukhaya nahi karte
abdulwahab ki shayyiri
tujhe pata hi nahi hota main tere paas hota hoon
tujhe khabar nahi hoti main tere saath hota hoon
tere rang mein rang chuka hoon ab toh poora
sunehre khwab unn mein,main hi khaas hota hoon
jab koi nahi hoti umeed vapis aane ki tujhe kabhi
iss mushkil ghadi mein ik main hi teri aas hota hoon
tune jo dekhe bachpane mein ke chahe tujhe koi
‘abdulwahab’ unn sapnon ko poora karne wala devdas hota hoon

tera saath kitna pyaara hai
tujhe mere liye utaara hai
jo kabhi nahi bujh sakta
meri zindgi ka vo taara hai
jahan bhi jaoon main toh ab
tujh bin nahi mera guzaara hai
tune dekha hi nahi
dil ko maine tujhpe vaara hai
ae mere dil ke sukoon ‘abdulwahab’
tujh bin maine jeewan haara hai
tujhe mere liye utaara hai
jo kabhi nahi bujh sakta
meri zindgi ka vo taara hai
jahan bhi jaoon main toh ab
tujh bin nahi mera guzaara hai
tune dekha hi nahi
dil ko maine tujhpe vaara hai
ae mere dil ke sukoon ‘abdulwahab’
tujh bin maine jeewan haara hai
Thursday, June 4, 2009
abdulwahab ki shayyiri
sanam dekhte hain,bharam dekhte hain
rab ka apne liye karam dekhte hain
tujhe bhula kar bhi jee lenge hum
khud se kiya jo ye ab azam dekhte hain
main na rahunga,tu bhi na rahega
mohbbat humari iss ka,adam dekhte hain
jab se rehne laga hai tu dil main mere
iss ghar ko bhi aise jaise,haram dekhte hain
jab se dekha hai tujhe,bhula diye sabko
hum mohabbat ko hi bas dharam dekhte hain
tune phair li hain jab se nazren
zindagi apni hum bas gham dekhte hain
jab bhi talab ho ab nashe ki
teri hi aake ab toh chasham dekhte hain
tere roop ki roshni hi hai kaafi
ab sooraj, chaand hum kam dekhte hain
tujh par likhte hain hum bas tujh par
iss liye haathon mein apne qalam dekhte hain
mujh mein bhi ab tu hi dikhta hai
saamne aayeene ke hum khud ko kam dekhte hain
tere bina sochte hain jab zindagi
isse toh bas hum khud hi munhadim dekhte hain
jab se chaha hai banana zindagi ka maqsad
'abdulwahab' sar ko siraf sajde main hum dekhte hain

Tuesday, April 28, 2009
abdulwahab ki shayyiri
koi din tere siva nahi
raat koi tere bina nahi
tu hai to khushi varna
gham ka koi bharosa nahi
ab tujhse hai meri khushi
tere ilawa kisi se waffa nahi
tu badlaa toh marr jaoonga
karna tu kabhi jaffa nahi
kitne hi kar chuke hain pehle
ab tu khudara dena dagaa nahi
main duniya dekh chukaa 'abdulwahab'
tujhse koi yahan abhi bhalaa nahi
raat koi tere bina nahi
tu hai to khushi varna
gham ka koi bharosa nahi
ab tujhse hai meri khushi
tere ilawa kisi se waffa nahi
tu badlaa toh marr jaoonga
karna tu kabhi jaffa nahi
kitne hi kar chuke hain pehle
ab tu khudara dena dagaa nahi
main duniya dekh chukaa 'abdulwahab'
tujhse koi yahan abhi bhalaa nahi
abdulwahab ki shayyiri
shaam ko subah, subah ko shaam kehte hain
zindgi ho bin tere ussko benaam kehte hain
khush raho sada, abaad raho jahan raho
jahan se uthta ho dhuaan, kuhraam kehte hain
zaroori nahi har jagah uth jaye koi ghubaar
roke rakhe insaan ko kai dafa, lagaam kehte hain
'abdulwahab' bikta nahi har dar pe tere siva
tere liye jo hun, bikna nahi usse neelam kehte hain

Wednesday, April 22, 2009
abdulwahab ki shayyiri
kiya hua jo mujhe wo mila nahi
uss ka dil to mujhse dukha nahi
girna toh maine har mod pe chaha
bas zindagi mein yun giraa nahi
vo jis tarha chal raha hai ab
abhi paas se mere yun chalaa nahi
jo pada hai mushkil waqt aan
kisi pe aisa waqt aan padaa nahi
mujhe nikaal hi lega mera khudaa 'abdulwahab'
vo ghafoor hai kiya hua jo main momin hua nahi

mujhe imaan se darr lagta hai
bas apni Jaan se darr lagta hai
marr na jaoon unnse mile baghair
har waqt iss baat se darr lagta hai
khota jaa rahaa hoon apni pehchaan
mujhe apni pehchaan se darr lagta hai
sukoon ke liye na pii loon do ghoont
sharab ki siraf dikhaan se darr lagta hai
mere ko laga na de koi zameen ki tarha
zameen ke bas lagaan se dar lagta hai
main thakta nahi hoon ek pal ke liye bhi
mujhe pyar mein thakaan se darr lagta hai
ya rab na dena itni bulandi mujhe ke 'abdulwahab'
bas isse ab aasmaan se darr lagta hai

Thursday, April 16, 2009
abdulwahab ki shayyiri
aasman pe aisa koi taara nahi
mere nabi jaisa koi pyara nahi
wahan jhan koi dikhai na de
mere nabi sa koi sahara nahi
jis qadar pyaar barsaya
rab ne siwa kisi pe wara nahi
pairwee ke baghair gumnami
'abdulwahab' qusoor kiya tumhara nahi
mere nabi jaisa koi pyara nahi
wahan jhan koi dikhai na de
mere nabi sa koi sahara nahi
jis qadar pyaar barsaya
rab ne siwa kisi pe wara nahi
pairwee ke baghair gumnami
'abdulwahab' qusoor kiya tumhara nahi
Wednesday, April 15, 2009
abdulwahab ki shayyiri
mujhe is tarha se mila karo
ke subha shaam ka pata na ho
main jo aa jaoon kabhi tere paas
tujhe chodne ki koi raah na ho
main tujhe saja doon aasman par
sooraj,chaand tere siwa na ho
tu aaye mere paas is tarh kabhi
vaapsi ki phir koi bhi raah na ho
zindgi tere saath guzre phir aise
kabhi khafa na ho kabhi gila na ho
tujhe koi dekhe to tadapta hai dil
hawa ka bhi tere se samna na ho
main jo kisi or ko chaoon tere siwa
koi bhi rasam mujh se wafa na ho
bhulana hi chahta hai to iss traha bhula
jaise koi zindgi main bhoola na ho
main jo padhoon tere liae 'abdulwahab'
meri koi aisi namaz,qaza na ho

tere dar pe phuncha hoon,dil thakan se choor hai
main kia karoon magar ye tere liae hi to majboor hai
ghunahoon ki kasrat main bhad gaya hoon is gadar
kyunki jaanta hoon laakh kuch ho wo bada gafoor hai
chaand sitare tere liae bane hain ,tu hi payega kiya roshni
kuch gumnaam galioon main,makeen bada mehsoor hai
ab badnamee main itna na badha apne pyaar ki 'abdulwahab'
tu to kuch aam sahi ye tere ishq main aashiq-e-ishq mashhoor hai

mera jaisa bhi haal ho
chahe kitna bura saal ho
Wo lamhe hi mitaa doon
taqdiir main jhan wisaal ho
mujhe itni shurat na daina
ke kahi usska bharam paamaal ho
bachana ya rab ! usse agar
ird-gird koi usske jaal ho
khawabon main ye hai 'abdulwahab'
haqeeqat main ho to kia kamaal ho
chahe kitna bura saal ho
Wo lamhe hi mitaa doon
taqdiir main jhan wisaal ho
mujhe itni shurat na daina
ke kahi usska bharam paamaal ho
bachana ya rab ! usse agar
ird-gird koi usske jaal ho
khawabon main ye hai 'abdulwahab'
haqeeqat main ho to kia kamaal ho
abdulwahab ki shayyiri
khamosh tabiyat ko ab shor ki soghat chaye
jii raha hoon main ab bhi lakin tera saath chaye
main khan bantta pyar ko bina tere mere sanam
mujhe butkade main siraf ik tujh se hi maat chaye
agar main kabhi doobne lagoon bacha hi lain ge kai
agar maroon to kandha daine main tera haath chaye
sukoon se mohabbat to bhut ho chuki ab to mujhe
shorish,Mulaqat,Sanwar jaoon itne khule jazbaat chaye
chand or sitaron ki roshni to khoob milee hai 'abdulwahab'
ab tere saath reh ke tere husan ki roshni din,raat chaye

mujhe bata tere dil ki baat kia hai
chahat main kami hai,ye baat kia hai
chaand bhi bada bhujha raha kal
bata khan tha kal teri raat kia hai
main whan bhi yaad karta hoon tujhe
tu bata tere mere bare jazbaat kia hai
main to tujh pe jaan se fidaa hoon
tu bata tere is main aadaat kia hai
main jise chahta hoon wo pehle se taqseem
mujhse 'abdulwahab' rab ki adawat kia hai

ghazal likhne ka khial aya hai
tujhe milne ka khial aya hai
ae munadee hat ja ab yahn se
aazan daine khud bilal aya hai
gunaahoon ki maafi mil jae gee
rab ko mujh pe ab jalal aya hai
bade arse baad aisa haal hai
gunahoon pe apne malal aya hai
main aisa tha ke waisa nahi pata
itna hai ke mujh pe zawaal aya hai
main khushee se mar na jaoon 'abdulwahab'
mere paas tera aehwaal aya hai

Subscribe to:
Posts (Atom)