lut gaya vo tere kuuche mein rakha jisne qadam
iss tarah ki bhi kahin raahzani hoti hai ?
nikala mujhko zannat se fareb-e-zindgi de kar.............. diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Showing posts with label hafeez jaunpuri ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label hafeez jaunpuri ki shayyiri. Show all posts
Sunday, August 23, 2009
Friday, May 22, 2009
hafeez jaunpuri ki shayyiri
baith jaata hun jahan chaav ghani hoti hai
hayye kya cheez gareeb-ul-vatani hoti hai
nahin marte hain, toh iiza nahin jheli jaati
aur marte hain toh paimaan shikani hoti hai
lut gaya voh tere kuuche mein rakha jisne qadam
iss tarah ki bhi kahin rahzani hoti hai
mai_kashon ko na kabhi fikr-e-kam-o-besh hui
aise logon ki tabiyat bhi gani hoti hai
pii lo do ghunt ki shaaqi ki rahe baa_'hafiz'
saaf inkaar mein khatir shikani hoti hain

Subscribe to:
Posts (Atom)