Showing posts with label zamil malik ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label zamil malik ki shayyiri. Show all posts

Sunday, August 23, 2009

kal tak

kal tak kitne hamgame thay ab kitni khamoshi hai
pehle duniya thi ghar men ab duniya se ruuposhi[munh chupana] hai

Sunday, June 28, 2009

zamil malik ki shayyiri

vo andheron ke paymbar hai toh kya gham hai 'zameel'
hum bhi aankhon mein kai shamso-qamar rakhte hai

Thursday, April 16, 2009

zamil malik ki shayyiri

हो आज सात सुरों का मिलाप यूँ मुत्रिब
की सुबह तक तो यूँ ही सारी अंजुमन जागे

zamil malik ki shayyiri

ho aaj saat suro ka milaap yun mutrib
ki subah tak toh yun hi saari anjuman jaage
zamil malik ki shayyiri

wel come