Showing posts with label zahir gazipuri ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label zahir gazipuri ki shayyiri. Show all posts

Sunday, August 23, 2009

jehan-o-dil

na jehan-o-dil pe agar chodta main apne nakuush
toh mere ahd ka raavi mujhe kahan likhta


Tuesday, August 11, 2009

ruuh jhulse

ruuh jhulse toh hawayein mehke
jism pighle toh raugan ban jaaye

Thursday, May 7, 2009

zahir gazipuri ki shayyiri

main tuut tuut ke lamhon mein muntshir ho jaaun
meri hayaat ka ye karz mujhpe vajib tha

Thursday, April 30, 2009

zahir gazipuri ki shayyiri

vo shaktjaan kuch izaapasand[who like pain] tha itna
lahu mein tarte zakhmon ko phool kehta tha

wel come