jism ke neze par[on spear head] jo rakha hai
uss mere sar mein jaane kya kya hai
buut banaaya mere hunar ne mujhe
mere haathon ne mujhko toda hai
bastiyan ujdi hain toh sanaata
meri aawaz mein samaaya hai
main bhi be-jad[without roots] ka ped[tree] hun shayad
mujhko bhi darr hawa se lagta hai
shahr mein kuch imaaraton ke siva
ab mera kaun milne wala hai
kehne-sunne ko kuch nahin baaqi
milna-julna ajab sa lagta hai
nikala mujhko zannat se fareb-e-zindgi de kar.............. diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Showing posts with label muntazir saleem ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label muntazir saleem ki shayyiri. Show all posts
Thursday, June 4, 2009
Friday, May 29, 2009
muntazir saleem ki shayyiri
jism ke neze[on spear head] par jo rakha hai
uss mere sar mein jaane kya kya hai
buut banaya mere hunar ne mujhe
mere haathon ne mujhko toda hai
bastiyan ujdi hain toh sannata
meri awaaz mein samaya hai
main bhi be-jad ka ped hun shayad
mujhko bhi darr hawa se lagta hai
shahr mein kuch imaraton ke siwa
ab mera kaun milne-wala hai
kehne-sunne ko kuch nahin baqi
milna-julna ajab sa lagta hai
uss mere sar mein jaane kya kya hai
buut banaya mere hunar ne mujhe
mere haathon ne mujhko toda hai
bastiyan ujdi hain toh sannata
meri awaaz mein samaya hai
main bhi be-jad ka ped hun shayad
mujhko bhi darr hawa se lagta hai
shahr mein kuch imaraton ke siwa
ab mera kaun milne-wala hai
kehne-sunne ko kuch nahin baqi
milna-julna ajab sa lagta hai
Subscribe to:
Posts (Atom)