aaiina phir nazar kahin jaane kidhar gayi
unn tak toh saath gardish-e-shaam-o-sahar[passage of time] gayi
kuch itna besabaat[momentary] tha har jalwa-e-hayaat
laut aayi zakhm kha ke jidhar bhi nazar gayi
aa dekh mujhse ruuthne wale tere bagaiir
din bhi guzar gaya meri shab bhi guzar gayi
naadim hai apne apne qariinon pe har nazar
duniya lahu uchchhal ke kitni nikhar gayi
nikala mujhko zannat se fareb-e-zindgi de kar.............. diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Showing posts with label baqi siddiqui ki shayyiri. Show all posts

Thursday, July 9, 2009
Monday, June 15, 2009
baqi siddiqui ki shayyiri
aayi na phir nazar kahin jaane kidhar gayi
unn tak toh saath gardish-e-sham-o-sahar[passage of time] gayi
kuch itna be_sabat[momentary] tha har jalwa-e-hayat
laut aayi zakhm kha ke jidhar bhi nazar gayi
aa dekh mujhse ruuthane wale tere bagaiir
din bhi guzar gaya meri shab bhi guzar gayi
naadim hai apne apne qariinon pe har nazar
duniya lahu uchchhal ke kitani nikhar gayi

Subscribe to:
Posts (Atom)