Showing posts with label wajeeh irfani ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label wajeeh irfani ki shayyiri. Show all posts

Thursday, June 4, 2009

wajeeh irfani ki shayyiri

gunchaa-e-shauq laga hai khilane
phir tujhe yaad kiya hai dil ne
daastaane hain lab-e-aalam par
hum toh chup chaap gaye thay milane
maine chhup kar teri baaten ki thi
jaane kab jaan liya mehfil ne
anzuman anzuman aaraaish[decoration] hai
aaj har chaak laga hai silane

wel come