Showing posts with label midhatul akhtar ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label midhatul akhtar ki shayyiri. Show all posts

Sunday, August 23, 2009

tu kya gaya

tu kya gaya ki sabki nighaein badal gayi
sunta hun apne baare mein raayein nayi nayi

duniya mein riyakaar

rote hain magar aankh se aansu nahi behte
hum sa koi duniya mein riyakaar nahin hai


Friday, May 22, 2009

midhatul akhtar ki shayyiri

mere siva kisi se na milta tha vo kabhi
meri hi zidd mein harkaso naakas[sab se] se ja mila

Thursday, May 7, 2009

midhatul akhtar ki shayyiri

baat karne mein zuban kat jayegi
har koi vasokhta[jal-bhuna] hai, shaihbo

Friday, April 17, 2009

midhatul akhtar ki shayyiri

bhadak ke apne gharon ko jala bhi sakti hai
hum apni shamma ki lau se bhi hoshiyar rahen

wel come