Showing posts with label afzal firdaus ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label afzal firdaus ki shayyiri. Show all posts

Friday, June 5, 2009

afzal firdaus ki shayyiri

iss tarah sataaya hai pareshaan kiya hai
goyaa ki muhabat nahin ehsaan kiya hai
socha tha ki tum dusro jaise nahin hoge
tumne bhi vahi kaam meri jaan kiya hai
muskil tha bahut mere liye tark-e-taaluq
ye kaam bhi tumne mera aasaan kiya hai
har roz sajaate hai teri hijr mein gunche
aankhon ko ter i yaad mein guldaan kiya hai

wel come