aap se gila aap ki qasam
sochte rahen kar na sake ham
usski kya khta ladwa hai gham
kyun gila karen chaaragar se ham
ye navaazishen aur ye karam
fart-w-shauq se marr na jaaye ham
khenchate rahe umar bhar mujhe
ek taraf khuda ek taraf sanam
ye agar nahin yaar ki gali
chalte chalte kyun ruk gaye qadam
nikala mujhko zannat se fareb-e-zindgi de kar.............. diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Showing posts with label saba sikri ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label saba sikri ki shayyiri. Show all posts
Wednesday, June 17, 2009
saba sikri ki shayyiri
mere qariib na aao ki main sharabi hun
mera sha_uuf jagaao ki main sharabi hun
zamaane bhar ki nigaah.n se gir chuka hun main
nazar se tum na giraao ki main sharabi hun
ye arz karta hun gir ke khuluus vaalon se
utha sako toh uthaao ki main sharabi hun
tumhari aankh se bhar lun suruur aankhon mein
nazar nazar se milaao ki main sharabi hun

aaj phir unnka samana hoga
kya pata usske baad kya hoga
aasmaan roa raha hai do din se
aap ne kuch kaha suna hoga
do qadam par sahi tera kuucha
ye bhi sadiyon ka faasala hogaa
ghar jalta hai raushni ke liye
koi mujhsa bhi dil jala hoga
kya pata usske baad kya hoga
aasmaan roa raha hai do din se
aap ne kuch kaha suna hoga
do qadam par sahi tera kuucha
ye bhi sadiyon ka faasala hogaa
ghar jalta hai raushni ke liye
koi mujhsa bhi dil jala hoga
Subscribe to:
Posts (Atom)