Showing posts with label zafar ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label zafar ki shayyiri. Show all posts

Tuesday, June 2, 2009

zafar ki shayyiri

शम्मा क्यूँ है बेदिल ये उसकी क्या अदा है
वो अहल-ए-खलक क्या जाने ये दिल क्यूँ ग़म-ज़दा है
हम सागर-ए-ग़म में न क्यूँ ख़ुद को डूबोयें
जाना यही आयाम ये मंज़ूर-ए-खुदा है
क्या शम्स-ओ-कमर ने नही देखा मेरा आलम
या रब तेरे इस दर पे अब येही मेरी सदा है
जब इश्क यूँ गाफिल हुआ फिर रोये क्यूँ ज़फर
काफिर के चश्म-ए-मस्त पे ये दिल क्यूँ फ़िदा है
अब जाएँ तो किधर या खुदा तू ही ये बता
ये खस्ता-ए-हस्ती ही मेरी उनसे जब जुदा है

Friday, May 22, 2009

zafar ki shayyiri

ek aisa ghar chahiye mujhko, jis ki fazaa mastana ho
ek kone mein ghazal ki mehfil, ek kone mein mehkhana ho
aisa ghar jis ke darwaze, bandh na ho insaano par
sheikh-o-bahman-rind-o-shrabi, sab ka aana jaana ho
ek takhti angoor ke pani se, likh kar dar par rakh do
iss ghar mein woh aaye, jisko subha talak na jaana ho
jo meh khaar yahna aata hai, apna mehmaa hota hai
woh bazaar mein ja ke pee lay, jisko daam chukana ho
paysein hai honto se kehna, kitna hai aasaan 'zafar'
muskil uss dam aati hai, jab ankho se samjhana ho

zafar ki shayyiri

khultaa nahi hai haal kisi par kahe begaiir
par dil ki jaan lete hai dilbar kahe begaiir
main kyunkar kahun tum aao ki dil ki kashish se vo
aayenge daude aap mere ghar kahe begaiir
kya taab kya majaal hamari ki bosaa len
lab ko tumhaare lab se milaakar kahe begaiir
bedard tu sune na sune lekin dard-e-dil
rahataa nahi hai ashiq-e-muztar[anxious] kahe begaiir
taqdir ke shiva nahi milta kahin se bhi
dilvaataa ae ! "zafar" hai muqaddar kahe bagaiir

Friday, April 17, 2009

zafar ki shayyiri

kya sabab tu jo bigadta hai 'zafar' se har baar
khu teri harshmael kabhi aisi toh na thi

Wednesday, April 15, 2009

zafar ki shayyiri

दिल की मेरी बेक़रारी मुझ से कुछ पूछो नहीं
शब की मेरी आह-ओ-ज़ारी मुझ से कुछ पूछो नहीं
बार-ए-ग़म से मुझ पे रोज़-ए-हिज्र में इक इक घड़ी
क्या कहूँ है कैसी भारी मुझ से कुछ पूछो नहीं
मेरी सूरत ही से बस मालूम कर लो हम-दमो
तुम हक़ीक़त मेरी सारी मुझ से कुछ पूछो नहीं
शाम से ता-सुबह जो बिस्तर पे तुम बिन रात को
मैं ने की अख़्तर-शुमारी मुझ से कुछ पूछो नहीं
ऐ "ज़फ़र" जो हाल है मेरा करूँगा गर बयाँ
होगी उन की शर्म-सारी मुझ से कुछ पूछो नहीं

Wednesday, March 18, 2009

zafar ki shayyiri

usski mehfil mein jaa ke dekh liya
apna sab kuch luta ke dekh liya
laakh samjhaya par na samjhega
dil ko phir aazma ke dekh liya
pathar kaha gaya, kabhi sheesha kaha gaya
dil jaisi ek cheez ko, kya kya kaha gaya

shero mein usske husn ko, kya kya kaha gaya
badal ko zulf phool ko chehra kaha gaya

socho toh yeh bhi ek kafas hi toh hai
tehzeeb ki zubaan mein, kamra kaha gaya

ek baat ikhtiyyar se, bahar jo thi usse
ek khubsurat se, tamanna kaha gaya

haairat hai unnki bazm-e-muhabat mein kal 'zafar'
mujhko gunahgaar ko, apna kaha gaya

pathar kaha gaya, kabhi sheesha kaha gaya
dil jaisi ek cheez ko, kya kya kaha gaya

Tuesday, March 17, 2009

zafar ki shayyiri

kahan who maha jabeen aur hum ...
kahan who wasal ki raatein ...
magar hum ne kabhi tha ek yeh bhi khwaab saa dekha
"zafar" ki sair is gulshan mein hum ne par kisi gul mein
na kuchh ulfat ki boo paai, na kuchh rang-e-wafa dekha

zafar ki shayyiri

aaye tum is dum ke jis dum aa gaya aankhon mein dum
main ne dekha bhi na tum ko meri jaan achhi tarah
itni bhi fursat na di hum ko falak ne, ae ! "Zafar"
karte is kuche mein hum aah-o-fughaan achhi tarah

Sunday, December 21, 2008

zafar ki shayyiri

आशना[दोस्त] हो तो आशना समझे हो जो नाआशना, तो कया समझे ? हम इसी को भला समझते है आपको जो कोई बुरा समझे वसल है, तू जो समझे, उसे वसल तू जुदा है, अगर जुदा समझे जो ज़हर देवे अपने हाथ से तू तेरा बीमारे-गम दावा समझे हो वो बेगाना एक आलम से जिसको अपना वो दिलरुबा समझे ऐ ! "ज़फर" वो कभी ना हो गुमराह जो मुहबत को रहनुमा समझे

zafar ki shayyiri

aashna[dost] ho toh aashna samjhe ho jo na_ashna, toh kya samjhe ? hum issi ko bhala samjhte hain aapko jo koi bura samjhe wasal hai, tu jo samjhe, usse wasal tu juda hai, agar juda samjhe jo zehar deve apne haath se tu tera bimaar-e-gham dawa samjhe ho vo begana ek aalam se jisko apna vo dilruba samjhe ae ! "zafar" vo kabhi na ho gumraah jo muhabat ko rehnuma samjhe

wel come