yaadon ka ik jhonka aaya humse milne barson baad
pehle itna roye nahin thay jitna roye barson baad
lamha lamha ghar ujda hai, mushkil se ehsaas hua
patthar aaye barson pehle, sheeshe tuute barson baad
aaj hamari khaak pe duniya rone dhone baithi hai
phool huye hain jaane kaise itne saste barson baad
bhool bhi jaao kisne toda kaise toda kyun toda
dhoond rahe ho kya galiyon mein dil ke tukde barson baad
dastak ki umeed lagaye kab tak 'qaisar' jeete hum
kal ka vaada karne wale milne aaye barson baad
nikala mujhko zannat se fareb-e-zindgi de kar.............. diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Showing posts with label qaiser ki shayyiri. Show all posts

Friday, July 3, 2009
Tuesday, June 23, 2009
qaiser ki shayyiri
yaadon ka ik jhonka aaya hum se milne barson baad
pehle itna roye nahin thay jitna roye barson baad
lamha lamha ghar ujda hai, mushkil se ehsaas hua
patthar aaye barson pehle, sheeshe toote barson baad
aaj hamari khaak pe duniya rone dhone baithi hai
phool huye hain jaane kaise itne saste barson baad
bhool bhi jaao kisne toda kaise toda kyun toda
dhoond rahe ho kya galiyon mein dil ke tukde barson baad
dastak ki umeed lagaye kab tak 'qaisar' jeete hum
kal ka vaada karne wale milne aaye barson baad
pehle itna roye nahin thay jitna roye barson baad
lamha lamha ghar ujda hai, mushkil se ehsaas hua
patthar aaye barson pehle, sheeshe toote barson baad
aaj hamari khaak pe duniya rone dhone baithi hai
phool huye hain jaane kaise itne saste barson baad
bhool bhi jaao kisne toda kaise toda kyun toda
dhoond rahe ho kya galiyon mein dil ke tukde barson baad
dastak ki umeed lagaye kab tak 'qaisar' jeete hum
kal ka vaada karne wale milne aaye barson baad
Subscribe to:
Posts (Atom)