khizaan jab aayegi
uss waqt ye dekhna hoga
woh kya karega
jo patton ke ghar mein rehta hai
nikala mujhko zannat se fareb-e-zindgi de kar.............. diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Showing posts with label alam tab tashna ki shayyiri. Show all posts

Tuesday, June 23, 2009
Friday, June 5, 2009
alam tab tashna ki shayyiri
vo ke har ahed-e-mohbbat se mukarta jaaye
dil vo zaalim ke ussi shaks pe marta jaaye
mere pehalu mein vo aaya bhi toh khusbhu ki tarah
main usse jitna sametun vo bikharta jaaye
kyun na hum ussko dil-o-jaan se chahen 'tashna'
vo jo ek dushman-e-jaan pyar bhi karta jaaye

Subscribe to:
Posts (Atom)