khwab tha ya khayal tha kya tha
hizr tha ya wisal tha kya tha
chamki bijli si par na samjhe ham
husn tha ya jamaal tha kya tha
jiko ham roz-e-hizr samjhe thay
maah tha vo ke saal tha kya tha
'mussafi' kal jo chup sa baitha tha
kya tujhe kuch malaal tha kya tha
nikala mujhko zannat se fareb-e-zindgi de kar.............. diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Showing posts with label mussahfi ki shayyiri. Show all posts

Wednesday, July 29, 2009
Sunday, June 7, 2009
mussahfi ki shayyiri
aataa hai kis andaaz se tuk, naaz to dekho
kis dhaj se kadam padta hai, andaaz to dekho
karataa hu main dujdiida nazar, gar kabhi uss par
nazar men parakh le hai, baaj to dekho
main kangora-e- arsh se, par maar ke guzara
allaah re rasaaee-ye-paravaaj to dekho
abatar hai ye diivaan to miyaan 'musahafii' saara
anjaam ko kaya kahte ho, aagaaj to dekho

Saturday, May 30, 2009
mussahfi ki shayyiri
aata hai kis andaaz se tuk naaz toh dekho
kis dhaj se qadam padta hai andaaz toh dekho
karta hun main duz_diida nazar gar kabhi uss par
nazron mein parkh le hai nazar_baaz toh dekho
main kanguraa-e-arsh se par marr ke guzara
allah re resaayi miyaan 'mussahfi' saara
anjaam ko kya kehte ho aghaaz toh dekho

Monday, November 24, 2008
mussahfi ki shayyiri
आता है किस अंदाज़ से टुक, नाज़ तो देखो
किस धज से कदम पड़ता है, अंदाज़ तो देखो
करता हु मैं दुज़दीदा नज़र, गर कभी उस पर
नज़र में परख ले है, बाज़ तो देखो
मैं कंगूरा-ए- अर्श से, पर मार के गुज़रा
अल्लाह रे रसाई-ए-परवाज़ तो देखो
अबतर है ये दीवां तो मियां 'मुसहफ़ी' सारा
अंजाम को कया कह्ते हो, आगाज़ तो देखो
*
aataa hai kis andaaz se tuk, naaz to dekho
kis dhaj se kadam padta hai, andaaz to dekho
karataa hu main dujdiida nazar, gar kabhi uss par
nazar men parakh le hai, baaj to dekho
main kangora-e- arsh se, par maar ke guzara
allaah re rasaaee-ye-paravaaj to dekho
abatar hai ye diivaan to miyaan 'musahafii' saara
anjaam ko kaya kahte ho, aagaaj to dekho
किस धज से कदम पड़ता है, अंदाज़ तो देखो
करता हु मैं दुज़दीदा नज़र, गर कभी उस पर
नज़र में परख ले है, बाज़ तो देखो
मैं कंगूरा-ए- अर्श से, पर मार के गुज़रा
अल्लाह रे रसाई-ए-परवाज़ तो देखो
अबतर है ये दीवां तो मियां 'मुसहफ़ी' सारा
अंजाम को कया कह्ते हो, आगाज़ तो देखो
*
aataa hai kis andaaz se tuk, naaz to dekho
kis dhaj se kadam padta hai, andaaz to dekho
karataa hu main dujdiida nazar, gar kabhi uss par
nazar men parakh le hai, baaj to dekho
main kangora-e- arsh se, par maar ke guzara
allaah re rasaaee-ye-paravaaj to dekho
abatar hai ye diivaan to miyaan 'musahafii' saara
anjaam ko kaya kahte ho, aagaaj to dekho
Subscribe to:
Posts (Atom)