Showing posts with label khalid kuwaiti ki shayyiri. Show all posts
Showing posts with label khalid kuwaiti ki shayyiri. Show all posts

Tuesday, June 16, 2009

khalid kuwaiti ki shayyiri

har gosha gulistan tha kal raat jahan mein tha
ek jashn-e-baharan tha kal raat jahan mein tha
nagmen thay hawaaon mein jadu tha fizaaon mein
har saans gazalfaan tha kal raat jahan mein tha
dariya-e-mohbbat mein kashti thi jawani ki
jazbaat ka tufan tha kal raat jahan mein tha
mahtaab tha baahon mein jalwe thay nigaahon mein
har simt charagan tha kal jahan mein tha

wel come