mujhe naseeb hua usske dhyaan mein rehna
zameen pe hote huye aasman mein rehna
main jaanti hun ki vo mera ho nahin sakta
mujhe pasand hai lekin gumaan mein rehna
muhbbaton mein jo dil be-qaraar ho jaayen
unhen naseeb kahan itmenaan mein rehna
kisi kisi ko diya mertaba khuda ne ye
kisi ka hona kisi ki aman mein rehna

nikala mujhko zannat se fareb-e-zindgi de kar.............. diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Showing posts with label najma qamar ki shayyiri. Show all posts

Saturday, June 6, 2009
najma qamar ki shayyiri
mujhe qismaton ke likhe huye se nikaal de
mujhe hausla, mujhe himmat-e-be_misaal de
jo mile hain ghum unhen rakh sakon main sambhal kar
mere dil ko itna sukoon itna kamaal de
mere saath rangoon ka qafla rahe raat bhar
mujhe aisi subh-e-fisaal de tu majaal de
jise pii ke duniya tiaag dun, teri horahoon
mujhe aisa tilsami zaiqoon ka siaal de
tu ne jo khushi mujhe jab bhidi na thi dairpa
mere ghum ki sham-e-sabaat ko bhi zawaal de
ae mere khuda mere paoon ko bhi zameen de
mujhe safar karna hai reit par mujhe saibaan se nikaal de

Saturday, May 2, 2009
najma qamar ki shayyiri
mujhe naseeb hua usske dhyaan mein rehna
zameen pe hote huye aasman mein rehna
main jaanti hun ki vo mera ho nahin sakta
mujhe pasand hai lekin gumaan mein rehna
muhbbaton mein jo dil be-qaraar ho jaayen
unhen naseeb kahan itmenaan mein rehna
kisi kisi ko diya mertaba khuda ne ye
kisi ka hona kisi ki aman mein rehna
mujhe naseeb hua usske dhyaan mein rehna
zameen pe hote huye aasman mein rehna
zameen pe hote huye aasman mein rehna
main jaanti hun ki vo mera ho nahin sakta
mujhe pasand hai lekin gumaan mein rehna
muhbbaton mein jo dil be-qaraar ho jaayen
unhen naseeb kahan itmenaan mein rehna
kisi kisi ko diya mertaba khuda ne ye
kisi ka hona kisi ki aman mein rehna
mujhe naseeb hua usske dhyaan mein rehna
zameen pe hote huye aasman mein rehna
Subscribe to:
Posts (Atom)