kiya hua jo mujhe wo mila nahi
uss ka dil to mujhse dukha nahi
girna toh maine har mod pe chaha
bas zindagi mein yun giraa nahi
vo jis tarha chal raha hai ab
abhi paas se mere yun chalaa nahi
jo pada hai mushkil waqt aan
kisi pe aisa waqt aan padaa nahi
mujhe nikaal hi lega mera khudaa 'abdulwahab'
vo ghafoor hai kiya hua jo main momin hua nahi
No comments:
Post a Comment