kahan jaogay mujhay chod kar main ye pooch pooch kay thak gai.......
woh jawab mugh ko na desaka woh tu khood sarapa sawal tha
woh mila tu sadiyon k badh mere lab pay koi gila na tha..............
usay meri chup nay rula diya jise guftago main kamal thaaaa...
No comments:
Post a Comment