khul ke aao toh koi baat banay
rukh milao toh koi baat banay
humne mana ki pyar hai humse
muh pe lao toh koi baat banay
baat kiya rah mein banege bhala
ghar pe aao toh koi bat banay
yoo toh baatien bana rahein hai 'zafar'
tum banao toh koi baat banay
No comments:
Post a Comment