nikala mujhko zannat se
fareb-e-zindgi de kar..............
diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Friday, January 2, 2009
bana bana ke tamana mitayi jaati hai tarah tarah se waffa aazmayi jaati hai jab unn ko meri muhabat ka aitbaar nahi toh jhuka jhuka ke nazar kyun milayi jaati hai hamare dil ka pataa wo hamen nahi dete hamari cheez hum hi se chupayi jaati hai
No comments:
Post a Comment