nikala mujhko zannat se
fareb-e-zindgi de kar..............
diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Friday, January 2, 2009
dil se tera khayal na jaaye to kya karu, tu hi bata tu yaad aaye to kya karu. hasrat yeh hai ki ek nazar tujhe dekh lu, magar kismat woh din na laaye to kya karu.
No comments:
Post a Comment