Friday, January 2, 2009

ghum nahi bhulta bhulane se
nam hoi ankhay muskurane se
aaj wo ajnabi sa lagta hai
jantaa hun jisse zamane se
doston ki parkh nahi karna
mann tootega aazmane mein
jab se apno se choot khai hai
koi shikwa nahi zamane se

No comments:

Post a Comment

wel come