Saturday, January 3, 2009

kabhi palko pe aansu hein kabhi lab per shikayat hai
magar aye zindagi phir bhi mujhe tujh se mohabbat hai,
jo aata hai wo jaata hai ye dunya aani jaani hai
yahaan her shay mushafir hai safr mein zindagani hai,
zara aaye zindagi dam le tera didaar toh ker loon
abhi aay mout na aana abhi kuch kaam baqi hai,
kabhi palko pe aansu hein kbhi lab per shikayat hai
magar aaye zindagi phir bhi mujhe tujh se mohabbat hai...!

No comments:

Post a Comment

wel come