nikala mujhko zannat se
fareb-e-zindgi de kar..............
diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Saturday, January 3, 2009
utare hai dil men sidhi tirchhi nazar tumhari dil aarzoo karega ab toh umra bhar tumhari kahte hai pyaar kis ko? ham kyaa kahenge is ko? tum ko pataa hai mera, mujh ko khabar tumhari......
No comments:
Post a Comment