sho'la tha jal bujha hun havaen mujhe na do
Main kab ka ja chuka hun sadaen mujhe na do
Jo zahar pi chuka hun tumhi ne mujhe diyaa
Ab tum to zindugii ki duyain mujhe na do
Aisa kahin na ho ke palatkar na aa sakoon
Har baar duur jaa ke sadaaien mujhe na do
Kab mujhko aiteraaf-e-muhabbat na tha 'faraz'
kab main ne ye kaha tha sazainn mujhe na do
No comments:
Post a Comment