Wednesday, March 18, 2009

hai mohabbat ik paakeeza amaanat ae! azeez
ishq ki izzat hai waajib ishq se khela na kar
hai ammal mein kaamyaabi maut mein hai zindagi
jaa lipat jaa lehar se dariya ki kuch parwaah na kar

No comments:

Post a Comment

wel come