Tuesday, March 17, 2009

haq fateh-yaab[to win]mere khuda kyun nahi hua
tune kaha tha,tera kaha kyun nahi hua
jab hashr isi zamin pe uthaye gaye to phir
barpa yahin pe roz-e-jaza kyun nahi hua
vo sho'la saaz bhi isi basti ke log thay
unki gali mein raqs-e-hawa kyun nahi hua

No comments:

Post a Comment

wel come