Tuesday, March 17, 2009

jab se hum tabaah ho gaye
tum jahaan_panaah ho gaye
husn par nikhaar aa gaya
aaine siyaah ho gaye
aandhiyon ko kuch pata nahi
hum bhi gard-e-raah ho gaye
dushmanon ko chithiyan likho
dost Khair Khvaah ho gaye

No comments:

Post a Comment

wel come