nikala mujhko zannat se
fareb-e-zindgi de kar..............
diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Saturday, April 25, 2009
"Daag" ki shayyiri
buuto ! deen-o-duniya mein kaafi hai mujhko khuda ka bharosa, sahara tumhara rukavat na hoti toh dil ek hota tumhara hamara, hamara tumhara suna hai kisi aur ko chahta hai vo dushman hamara, vo pyara tumhara
No comments:
Post a Comment