Saturday, June 6, 2009

faraz ki shayyiri

zinda tha toh kisi ne na pucha haalat-e-jigar
ab marr gaye hain toh mitti mein dabane aa gaye
chod ke duniya ko madhosh huye thay hum
vo na-jaane kya soch kar humko jagane aa gaye
na-jaane kis se pucha hai waffa ne pata mera
meri qabar pe bhi humko jagane aa gaye
hum andhere mein sone ke aadi thay
aur vo bewafa meri qabar par diya jalane aa gaye
zinda tha toh ek nazar na dekha pyar se 'faraz'
mar gaye hain toh ab qabar par aansu bahane aa gaye

No comments:

Post a Comment

wel come