Thursday, June 4, 2009

qabil ajmeri ki shayyiri

koi diwana chahe bhi toh lagzish kar nahin sakta
tere kuuche mein paaon ladkhadana bhool jaate hain

4 comments:

  1. qabil ajmeri was a great poet of urdu he born on 27 augest 1931 at ajmer and dead on 3 octobar 1962 at hyderabad sindh
    himayat ali shair jasay kam zarf shair jo qabil ajmeri say jalta tha usy zakham day day ker mar dala yah batain ab tareekh ka hissa ban choki hain

    ReplyDelete
  2. very good and truth

    ReplyDelete
  3. kisi nay kia such bat net per likh di hai allah qabil ajmeri ki maghfarar karay jisy sef 31 sal ki age mai mar dala gia lakin us ka kalam zinda jawid hai
    azra naseem

    ReplyDelete
  4. qabil ajmeri sahib kay baray mai comment dakh kr khoshi hoi kay logo ko pata hai kay us ki bay waqt mot ki waja kia thi
    he is a great poet

    Qabil ki shikasta haali ka ehsaas ho tuo kaunkar ho Faryaad yahan manzoor nahin,
    insaaf wahaan dastoor nahin.

    ReplyDelete

wel come