nikala mujhko zannat se
fareb-e-zindgi de kar..............
diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Tuesday, June 2, 2009
rashid ki shayyiri
main asmaan pe tha toh zamiin ki kashish tha woh utra zamiin par toh hawa ho gaya woh shaks padhta tha jise namaaz samjh ke main 'rasheed' phir yun hua ki mujhse qaza ho gaya woh shaks
No comments:
Post a Comment