nikala mujhko zannat se
fareb-e-zindgi de kar..............
diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Saturday, June 20, 2009
unknown
aaj sukoon-e-dil haasil hua kisi ko bezaar-e-ishq dekh kar jo nikala nahi chhat par hairat hui sar-e-bazaar dekh kar aaj woh na_umiidi ki kiran liye phir raha hai dar-b-dar kya maa'mla hua ki woh hausla pasht ho gaya ishq mein haar dekh kar..
No comments:
Post a Comment