kya chhupe raaz ilaahi dil-e-shaidai ka
arsa-e-hashr[nark] toh bazaar hai ruswai[badnami] ka
ho gaya partav-e-rukhsaar se kuch aur hi rang
maine munh chuum liya usske tamashai ka
ban gaya daag-e-jigar muhar[sun]-e-qayamat ae ‘daag’
par abhi rang vahi hai shab-e-tanhai ka
No comments:
Post a Comment