kisi ne mujhko diwana bana rakha hai
mitti ke ghar mera maikhana bana rakha hai
jal jal ke jii utha, ji ji ke jal gaya
sahmma ne iss tarah, parwana bana rakha hai
zindgi ka ho kar paa le surag-e-jindgi
jindgi ne yun mujhe paimaana bana rakha hai
pehle hua be_dukh ya parda utha pehle
husn ne apna mujhe ab saaman bana rakha hai
rah-guzar dene lage manzil ke nishan yun
rehmat ne goya harja[har jagah], qaba bana rakha hai
No comments:
Post a Comment