shaam ho jaam ho subu bhi ho
tujhko paane ki justaju bhiiho
dil se dil ki kahaniyan bhi sune
aankhon aankhon mein guftagu bhi ho
jheel si gehari sabz aankhon mein
duub jaane ki aarzu bhi ho
sirf tere badan ki shama jale
aur andhera-sa chaar_su bhi ho
No comments:
Post a Comment