
ye shehr agar hai shehr toh sunsaan sa kyun hai ?
iss sheher ka har shaks pareshaan sa kyun hai ?
iss shehr ke log jise kehte hain maseeha !
vo shaks mere dard se anjaan sa kyun hai ?
matti ka bana hai toh ghul kyun nahi jata ??
pather ka sanam hai toh insaan sa kyun hai ?
No comments:
Post a Comment