nikala mujhko zannat se
fareb-e-zindgi de kar..............
diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Thursday, March 17, 2011
Wo kehta hai !
Wo kehta hai! Mujhe tumse pyaar bahut hai Main kehti hu! Mujhe teri baato par Aitbaar bahut hai.. Wo kehta hai! LE jaunga tujhe sang Apney.. ...Main kehti hu mujhe Us pal ka Intzaar bahut hai. Wo kehta tha! kabhi socha na tha yun milenge. Main kehti hu Isme hamari Qismat ka haath bahut hai.. Wo kehta hai ki phoolo ke sab rang tumhare chehre par dikhte hai aaj. MAin kehti hu! ki mere liye to tumhara saath hi bahut hai..
No comments:
Post a Comment