jinke aangan mein amiri ka shajar[tee] lagta hai
unka har aib zamaane ko humar lagta hai
chaand taare mere qadmon mein bichhe jaate hain
ye buzurgon ki duaon ka asaar lagta hai
ma mujhe dekh ke naaraz na ho jaaye kahin
sar pe aanchal nahin hota hai toh darr lagta hai
excellent lines :)
ReplyDeletemujhe anjum rehbaer saheba ki kavita/geet ek sawli se larki chahiye ..
ReplyDeletekoen madad ka sakta hai..
thnaks
azhar khan
mulla or pandit ne dharmon ko kiya siyasi
ReplyDeletehar agan ek sanna ta har agan main udasi
good lines
ReplyDeletemashallah
ReplyDelete