ap ko dekh kar dekhta reh gaya
kya kahoon aur kahne ko kya reh gaya
unn ki aankho mein kaise chhalkane laga
mere honto pe jo maajaraa reh gaya
aise bichade sabhi rah ke mod par
akhiri humsafar rasta reh gaya
soch kar aao kuu-e-tamanaa hai ye
jaaneman jo yahaan reh gaya reh gaya....
No comments:
Post a Comment