Friday, January 2, 2009

dil ko gham-e-hayat ganwara hai inn dino
pehle jo dard tha vahi chaara hai inn dino
ye dil zara sa dil teri yaadon mein kho gaya
zarre ko aandhiyon ka sahara hai inn dino
tum aa sako toh shab ko badha do kuch aur bhi
apne kahe subho ka taara hun inn dino

No comments:

Post a Comment

wel come