nikala mujhko zannat se
fareb-e-zindgi de kar..............
diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Wednesday, March 18, 2009
duniyaa mein huun duniyaa kaa talabgaar nahiin huun baazaar se guzaraa huun Khariidaar nahiin huun yaarab mujhe mahafuus rakh us but ke sitam se main us kii inaayat kaa talabgaar nahiin huun
No comments:
Post a Comment